Ve sajna kaatu kaise ye rattiyaan.
Ve sajna beete na bitaaye rattiyan
Ve sajna kaise kaatu ye rattiyaan.
Main dhoondu tere nishaa
Tu churaye akhiyaan
kaatu kaise ye rattiyaan
Tere peeche yoon na ho ri bawrii
Jab se naina laage na rahi kisi kaam ki
Do naina thare thehre banjare
Ik naina mere raah dekhn thaare
Do pal di hi jind bachiyaan
Ve sajna kaatu kaise ye rattiyaan
Kaise main btaau, bolo kaise
Chup bhi rahu main
Na dekha koi tere jesa
Bolo kese na kuch bhi kahu main
Yaddan teriyan ch mar mukiyaan

